Uss sai milnay ko kabhi hum jo machal jatay hainTou khayalon mai bohat door nikal jatay hain Gar waffaon mein sadaqat bhi ho shidatt bhi Phir to ehsas sai pather bhi pighal jatay hain Usski ankhon kai nashay mein hoon jab sai dooba Lar-kharatay hain qadam aur sambhal jatay hain Be-waffae ka jab bhi mujhay khayal aata hai Ashq ankhon sai rukhsar pai pighal jatay hain Payar mein aik hi mosam hai baharon ka Faraz Log mosam ki terah kaisay badal jatay hain ??????
0 komentar:
Posting Komentar